Mohabat Na Karna Baba Ne Yeh Vasiyat Ki Hai
Karo To Kisi Ameer Se Naaseh Ne Yeh Nasiyat Ki Hai
Sabi Bzurgh Humein Mohabat Ke Ghur Sikhaate Reh
Kya Khoob Unoon Ne Humaari Tarbiyat Ki Hai
Sabi Log Apne Tjarbeh Ki Baat Karte Hein
Mere Khyaal Mein Saari Baat Tabiyat Ki Hai
Arzoo Hai Mera Naam Aashqoon Ki List Mein Aaye
Din Raat Ab Talash Ik Mun Ke Meet Ki Hai
Mohabat Ke Maidaan Mein Jab Aah Gai Ho Asghar
Ab Tumein Kya Fiqr Har Ya Jeet Ki Hai
Wo Chori Cnori Aisa Karti To Ho Gi
Apne Pati Se Chup Kar Meri Shaaiyri Padti Ti Ho Gi
Yeh Na Ho Ke Koi Bacha Dekh Leh
Badnami Ki Baatoon Se Darti To Ho Gi
Kaafi Dinoo Se Uss Ka Koi Paigham Nahein Aaya
Meri Yadoon Se Her Roz Ladti To Ho Gi
Meri Judai Mein Asghar Be Shaaiyri Karne Laga Hai
Aisi Baatoon Se Wo Chidti Ti Ho Gi
Asghar Ki Gazlein Nazmein Padh Kar
Apne Sar Ko Zor Se Peet Ti To Ho Gi
Dard E Ulfat Mere Jigr Mein Hai
Chara Ghr Na Koi Nazar Mein Hai
Meri Tarah Usay Be Loveriya Hai
Yeh Marz Mere Doctor Mein Hai
Yeh Kehein Bolna Na Shroo Kar De
Mohabat Ka Bhoot Jo Sar Mein Hai
Shani Tanha He Jiye Jaa Rehi Hai
Uss Ka Mangal Abi Safr Mein Hai
Do Sehliyaan Paanch Minute Khamosh Rehein
Koi Ghad Bhad Iss Khabar Mein Hai


Tidak ada komentar:
Posting Komentar